Usko dekha Bhi To nazar hat na Aaya
Kat Gayi Umer,Humein Pyar Na Karna Aaya
Usne Manga Bhi to humse Judai Mangi
Aur Ek Hum Thay K Inkaar Na Karna Aaya
Nice Msg
Koi mil nahi jati hain kahani bankar
Dil mein bas jatey hain nishani bankar
Jinhe hum rakhte hain apni aakhon main
Kyun nikal jatey hain woh pani bankar!!
- By www.WapSMS.in
No comments:
Post a Comment