Wo humein dekh kar muskuraye na hote,
Sochti hun aksar tanhai may main,
Meri zindagi main kash wo aaye na hote,
Na tadapte hum unke liye itna,
Dil ne khawab unke sajaye na hote,
Naa toot kar bikharti main is kadar,
Kash wo mere dil main apna ghaar banaye na hote..
- By www.WapSMS.in
No comments:
Post a Comment