Labels

friends (3) Gujarati (1) Jokes (21) Love (1) quotes (9) Saying (7) shayri (18)

Sunday 11 March 2012

Ek bar insaan ne koyal se kaha "Tu itni kaali na

Ek bar insaan ne koyal se kaha
"Tu itni kaali na hoti to
kitni acchi dikhti.
Saagar se kaha
Tera paani itna khara na hota
To kitna achha tha.
Gulaab se kaha
Tujhme itne kaante na hote
To achha hota,
To teeno ek saath bole
Hai insaan tujme dusro ki
Kamiya dekhne ki aadat
Na hoti to kitna achha hota.
- By www.WapSMS.in

No comments:

Post a Comment