Tumhara yun bichar jana mujhe acha nahin lagtaâ¦
Tumharay bin abb dil kahin bhi nahin lagtaâ¦
Tumhara pyar mein larna acha to lagta haiâ¦
Mager khamosh ho jana mujhe acha nahin lagtaâ¦
Tumhari inn nashili aankhoun per apni jaan deti hunâ¦
Mager sunoo! inn ka chalak jana mujhey acha nahin lagta
- By www.WapSMS.in
No comments:
Post a Comment